Kahania Maza
This blog is for stories lover Here you can read stories in Roman Urdu like Real stories,Horror stories,Real life Famous stories,kids stories...etc Read story Enjoy it I hope you will Enjoy Kahania Maza
20 October 2018
03 October 2018
Makaar Parinda
Kehte hain kay kisi zamanay me parinday insano se zyada akalmand hua karte the.Unhe kisi badshah ki zaroorat nahi thi.or na hi kisi wazeero ki jo badshah ko mashwaray dete.
or na hi inhe parindo kay kisi ese jirge ki zaroorat thi jo mil beth kar un kay lie qanoon banatay.
jub bhi sare parinday eak saat bethtay.to wo eak dusre se khushi khushi gapay lagate.or batate k kon peda hua hai.or kon mar gaya hai or har cheez kay bare me baatain karte.
or na hi inhe parindo kay kisi ese jirge ki zaroorat thi jo mil beth kar un kay lie qanoon banatay.
jub bhi sare parinday eak saat bethtay.to wo eak dusre se khushi khushi gapay lagate.or batate k kon peda hua hai.or kon mar gaya hai or har cheez kay bare me baatain karte.
26 September 2018
Akaab or ullu ki Dosti
Eak akaab or ullu me dosti ho gai.akaab bola..Bhai ullu ab me tumhare bhacho ko kabhi nahi khau ga.magar ye to batao k in ki pehchaan kya hai.kahi esa na ho k kisi dusre parinde kay bacho kay dhoke me may tum hare bacho ko kha jau.ullu ne jawab dia..bhala ye bhi koi mushkil baat hai.
24 September 2018
Burai ka Jawab
Eak choonta bohat shareef mehnati or acha tha.wo hamesha kisi na kisi kaam me masroof rehta tha.kabhi khane ki talash me rehta kabhi kisi ki madat karta.wo kahili ko guna samajhta tha.or sub se bohat mohabbat karta tha.choontay k ghar k kareeb hi eak gande pani ka joharh tha.us pani me sara din bhensay bethi rehti thi.choonta bohat pareshan tha.
Kutte ki Lalach
Shehar k kareeb kisi gaon me eak kutta rozana suba apni rozi ki talash me ghar se nikalta tha. or gosht ki dukaan k bahir padi hui hadio ko jama katra or ghar la kar apne ghar walo k saat mil kar khaya karta tha.eak dafa kutta bohat bhooka tha...bawajood talash k...ise koi hadi na mili ghoomte ghoomte wo eak gosht ki dukaan per pohancha jaha log gosht kareed rahe the.kasaab logo ko gosht bech raha tha
Bhalu or us ki Dum
Eak admi jis ka naam amir tha wo bohat gareeb tha use kisi kaam k sisalay me eak jungle k raste me se guzar k shehar se cheez le kar ani thi jub wo shehar pohancha shehar ka eak ameer insaan jo bohat naik tha jo gareebo ki madat karta tha gareebo me sone ki ashrafia banta raha tha.amir ne bhi us se sone ki ashrafia le li or wapis jungle ki taraf se ghar ko rawana hua.lekin raste me hi amir ko eak bhalu nazar aya amir ghabra k tezi se bhagne laga.
Subscribe to:
Posts (Atom)